Saturday, August 13, 2011

Kya baat hay ??

jaan!
kya baat hay
kis tazbzab main ho
faisaly par pohnchany main kya baat manah hoi
or agar faisaly par pohnch hi gay ho
to phir is ka dukh to nahi
or dukh hay to phir
lotnay ki ghari
hath main hay abhi
gacha ab shaam hay
or jungle kareen
phir b tanhai ka waqat kat jaye ga
rastay main ab itni masafat nahin
umer ki raat ke
akari pehr main
main b hun
tum b ho!