Saturday, August 13, 2011

sHaB bHaR...

ytumhare jane ke bad main ne
woh shaam anchal main band li
or is ki khusboo ke sath
baki tamam shab is tarhan basar ki
ke jese barish ke bazun main
bahar ki awalin konpal
tumhare lehje ki narm shabnam
muje behgoti rehi hay sahab bhar
tumhare haton ka limse pehim
mere badan ko gulab karta raha hay shab bhar
zamin ko mahtab karta raha hay shab bhar